![]() |
create website in google free | फ्री में वेबसाइट कैसे बनाये 2020 |
Hi doston
Aaj ham is article mein aapko batane wale new create website in google free ke bare mein to Agar aap bhi website banana sikhna Chahte hai wo bhi google jaise platform par
To aaj ka Hamara ye article aap pura Jarur padhen is article Mein Ham aapko step by step free website banana sikhaenge aur aap is article ki help se free mein website banaa sakte hain ?
To Hamare email subscription per jakar Hamare how to learn blogging blog ko subscribe kar le isase aapko Hamari blog per jitne bhi naye article publish honge uska notification mil jaega aur Aap Hamare nai Jankario ko padh sakte hain
Aapka Jyada Waqt na lete hue Chaliye ab Ham aapko create website in google free ke bare mein batate hain Jiski madad se aap bhi website bana sakte hain
create website in google free | फ्री में वेबसाइट कैसे बनाये
To aap in prakriya ko follow karte hue blogger per Ek website banaa sakte hain Sath hi aapko samajhne me koi problem Na Ho iske liye Humne screenshot bhi De rakhe hain jisse aapko samajhne Mein aasani Hogi aur aap blogger per Apna create website in google free me banaa sake
Blogger per account Banane Se Pahle main aapko blogger ke bare mein Kuchh basic Jankari Dena Chahunga Jaise ki ye blogger kya hai aur is per Kya Hota Hai
Ham sabse pahle baat karte hain blogger kya hai Iske bare mein. blogger Google ka ek part hai jisse Un Logon Ko Dhyan Mein rakhkar Banaya Gaya Hai jinki Ruchi lekhan ke Chetra me hai Jo log Apne lekhan article ko Aksar diary me likh kar Rakha Karte The aur unke lekhan article ya to diary khone se Kho jaati thi ya FIR fat Jata tha To Aise mein bahut tension banaa rahata tha
To ISI ko Dekhte hue is platform Ko Banaya Gaya Hai aur aap is platform ki madad se apne UN articles ko Ek Aisi Jagah store kar paate Hain Jahan aap ka content Hamesha ke liye surakshit ho jata hai
Aur is blogger per lekhan Ke Silsile ko blogging karna Kahate Hain Sath hi blogger per Jo account banate hain use blog banana Kahate Hain
To ab Baat Aati Hai ki blogger per Kya Hota Hai
doston Jaisa ki maine aapko bataya blogger Ek lekhan Ko store karne ka internet per maujud Manch hai jismein Na Jaane kitne blog article Store hai
Aur is blogger par sirf aur sirf blog articles likhe Jaate Hain aur yah lekhakon ka online Manch hai
Website ya blog banane ke liye Jaruri chijen.
Aur jahan tak baat Aati Hai blogger per blog banane ka to Yahan per aapko sirf aapke Gmail account ki jarurat hoti hai aur aap apne Gmail ID ki madad se blogger per account banaa sakte hain
Per Baat Karen website banane ka to aapko website Banane mein paise Lagte Hain joki free Nahin Hai
Aur ek professional website banane ke liye aapko domain name, web hosting, aur theme ki jarurat padati hai tab jakar aapka Ek professional website banta hai
Aur Inhi ke liye invest karna padta hai to doston ab aapko Jankari ho chuka hoga Ki Ek website aur blog Banane mein kin kin chijon ki jarurat hoti hai
To Chaliye ab Ham blogger per Ek account create kar lete hain aur aap in steps ko follow karke apne liye blogger per Ek account banaa sakte hain.
how to create a blog on blogger { blogger पर ब्लॉग कैसे बनाये }
Aur jab aap apne browser per a Jaate Hain Tu Yahan search bar mein type karna hoga blogger.com aur search Karen search Karte hi ab aapke Samne blogger ki official website Nikal kar a Jaati Hai Jiska interface aap screenshot per dekh sakte hain
![]() |
create website in google free | फ्री में वेबसाइट कैसे बनाये |
Yahan per aapko Centre mein create your blog Dikhai de raha hoga is per click Karen Jab Aap Yahan per click Karte Hain
To ye aapko redirect kar deta hai aapke Gmail account per Tu yahan se aap apna Gmail account ko Chun len Jis per aap blogger Mein account banana Chahte Hain
Aur aap Jaise hi Apna Gmail account choose Karte Hain yah aapko redirect karta hai aapke gmail password per
To yahan se aap apna Gmail account banate Waqt Jo password banaya tha use inter Karke aur next per click kar dijiyega
Aur aap Jaise hi next per click Karte Hain To aapke Samne Agla page Kuchh Is Tarah Se nikal kar Aati Hai
![]() |
create website in google free | फ्री में वेबसाइट कैसे बनाये |
Yahan per aapko Ek displayname Dena Hota Hai jisse aap apne anusar banaa sakte hain aur display-name chunkar niche aapko Ek option Mil Jata Hai continue to blogger ka ab aap is per click Karen
Click karte hi Agla page aapke Samne Kuchh Aisa nikal kar aaega jisse aap niche screenshot per dekh sakte hain
![]() |
create website in google free |
create website in google free, google me free website banaye
![]() |
create website in google free |
Aur jab aap Apna title Chun lete hain Uske bad niche wale box per aapko Ek adress Channa Hota Hai joki blogspot.com ke saath Ek sub domain hoga
ab aap Jaise hi is address wale box Mein Kuchh Bhi type Karte Hain To available hone per Sahi ka Nishan aapko dekhne ko milega
Tu Jab aap apna adress Chun Lete Hain Uske bad aapko Yahan per theme choose karne ka option Milta Hai vaise Yahan per Khud Se theme Chunav Hua Hota Hai per aap Chahe to use Badal sakte hain
Aur sabse Neeche aapko create blog ka option Milta Hai Aap is per click kar dijiyega
ab ISI ke sath blogger per aapka account Ban chuka hai aur ab aap blogger ke dashboard per pahunch Jaate Hain Jisko aap is screenshot Dekh sakte hain
![]() |
create website in google free |
How to write an article on blogeer
aur jaisa ki maine upar bataya ki aap blogger se bhi paise kama sakte hain leki blogger se paise banane ke liye thoda time lagta hai